RCR – FAM ANTHEM Lyrics – RCR, Harsh Bidla

RCR – FAM ANTHEM Lyrics – RCR, Harsh Bidla

RCR - FAM ANTHEM Lyrics - RCR, Harsh Bidla

SingerRCR
RapRCR
MusicHarsh Bidla
Song WriterRCR

 RCR – FAM ANTHEM Lyrics – RCR, Harsh Bidla

Fam Anthem is latest Hindi Rap song which is song sung by Rcr. The song is officially released on 12th January 2020 by Rcr Rapstar. Lyrics of this awesome song lyrics is written Rcr and composed by Harsh Bidla.

Yahh ganaa unke liye he
Jin ko me fan nahin
Apnaa parivar samajhtaa hu
Shayad lafjo se mohabbaat bayan naa hoo paye
Fir bhi koshishh kari he

Kabul karnaa

Yahan tk anaa khudaa kasam lage khvab saa
Tumm sab ke dilo me ban ke baitha me navab saa
Sun ke muj he dilon ko milati he thandaak
Koraa kagaj banaa aab mukamal kitab saa

Kuch kise mere se bataaye hee naa jate he
Kahe bhi naa jaye aur dabaaye bhi naa jate he
Me nacheej kaise karu unkaa shukriyaa
Jo din rat mere liye sajdo me aansu bahaate he
Me naa koyi star
Me choto se chotaa huu
Dekh aap kaa pyar
Jaar jaar me bhi rotaa huu
Nafraat kar ne vale kaise lage teri badduaa
Har vaqt in ki duao me mayi hotaa huu

Kabhi bhi kisi ki baton me aa k
Meraa tum sath naa chodnaa
Pyar kee paki jo dori ko bandha he
Kabhi tumm use naa todnaa
Me naa bacha aab chayi mujh me
Prem kee khumari he
Jism se le kar ruh kee hasti tumhari he
Dill cheer k fans ko mohabbaat dikhaa dungaa
Rap scene kaa sab ko mureed me bana dungaa
Aakhri vidai jub hogi duniyaa se
Maa kasam mere gham me sub ko rulaa dungaa
Maa kasam mere gham me sub ko rulaa dungaa

Fan meri jan mere liye meraa puraa jahaan ann ann ann
Koyi nahi jaantaa tha inse he bani pehchan yeah yeah yeahh
Fan meri jan mere liye meraa puraa jahan voo voo voo
Koyi nahi jaantaa tha inse he bani pehchan

Voo voo voo voo

Lelo khushiyaan meri aapne gham de jaao
Sene se lagaa k muj he chumo pas aao
Yehh gana he kya aap ke pyar ke age
Hun me mitne ko taiyaar meri jan hee le jaao

Jeetnaa chahtaa tha
Haar gyaa to bhi fakar nhi
Jahan tumm na chalo sath chahiye aisi sadaak nahi
Galti hoo jaye koyi to kr denaa maf
Tum hare ruthne se batar yahan ho ga koyi nark nahi

Mere apne muj he chod dein
Maa kasam koyi gam nhin
Pr jub tum ne najre feri
Too samajh lenaa hamm nhin-

Kaise kahun lafjo me kitnaa hee pyar he
Fan nhin mere liye meraa sansar he
Ghar me bana chukaa sub ke hee dilon me
Khushnaseb hun mila aisa parivar he
Dete raho galli
Me bajataa rahu taalli
Meraa pyar he real
Tum hara hate he jali
Tumm ful todo bag k muj he dukh nhi
Kyun ki banaa kisi k dill kaa iklautaa me mali

Chah ne vale peh le mere liye
Trophy bad
Mujh se jyada khushiyaan mile
Tum he karu fariyaad
Me naa rahu too
Muj he bhul naa jana mere rap rakhnaa amar
Muj he karte rehnaa yad voo

Yehh to mohabat he aapkii
Naa yehh bandaa mahaan he
Tumm sub per jan too kya
Sato janam kurbaan he
Sato janam kurbaan he

Fan meri jan mere liye meraa puraa jahaan
Koyi nahi jaantaa tha inse he bani pehchaan
Fan meri jan mere liye meraa puraa jahaan
Koyi nahi jaantaa tha inse he bani pehchaan

Voo voo voo voo

Leave a Comment

10 टॉप्स हर लड़की को अपने वॉर्डरोब में रखने चाहिए खूबसूरती में सभी को टक्कर देती है नयनतारा, ये हैं खास ब्यूटी सीक्रेट्स ग्लोइंग स्किन के लिए अपनाएं शिवांगी जोशी के ये Beauty Tips नयनतारा के सिम्पल मेकअप लुक्स को रीक्रिएट करने के टिप्स शिवांगी जोशी की skincare routine में शामिल हैं ये चीजें